SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashob-e-zamaana"
Ghazal MATCHES FOR "aashob-e-zamaana"
Ghazal
aashob-e-zamaana ne ubhaaraa hai jaziira
jhiilo.n ke ilaaqe me.n hamaaraa hai jaziira
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
kab qahr se aashob-e-zamaana se Darii huu.n
kab paanii ke hamraah mai.n tinke sii bahii huu.n
Haleema Sadiya Shagufta
Ghazal
aisaa aashob-e-zamaana hai ki Dar lagtaa hai
dil ke mazmuu.n hii na ash.aar me.n gum ho jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
'naasir' aashob-e-zamaana se Gaafil na raho
kuchh hotaa hai jab KHalq-e-KHudaa kuchh kahtii hai
Nasir Kazmi
Ghazal
dil hii aashob-e-zamaana kaa sabab hai 'siimaab'
dil na hogaa to ko.ii hashr na barpaa hogaa
Seemab Batalvi
Ghazal
Taimur Hasan
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai 'shaan' inqilaab-e-zamaana kii hai.n daliil
ye uljhane.n ye KHvaab-e-pareshaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tuu harf-e-ishq-o-basiirat hai lab na sii apne
zamaana tujh se bhii teraa KHayaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
but-KHaana-saaz rang-e-zamaana hai kis qadar
chho.Daa na us ne kaa'ba-e-aalii-maqaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
bulbulo.n se nahii.n gulzaar-e-zamaana KHaalii
shukr hai yaa.n bhii ham-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'bebaak' miTaa saktaa nahii.n ham ko zamaana
ham haq ke liye bar-sar-e-paikaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
samajh to ye ki na samjhe KHud apnaa ra.ng-e-junuu.n
mizaaj ye ki zamaana mizaaj-daa.n hotaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
phir laakh mohabbat ko 'razaa' ko.ii sa.nvaare
aaGaaz-e-mohabbat kaa zamaana nahii.n aataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
samajh to ye ki na samjhe KHud apnaa rang-e-junuu.n
mizaaj ye ki zamaana mizaaj-daa.n hotaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
tazalzul me.n kis vaaste hai zamaana
shab-e-hijr hai ye qayaamat nahii.n hai