SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahl-e-vatan"
Nazm MATCHES FOR "ahl-e-vatan"
Nazm
yaum-e-mai
musaavaat ke diip ghar ghar jale.nge
sab ahl-e-vatan sar uThaa ke chale.nge
Habib Jalib
Nazm
hamari zaban
ahl-e-vatan the aapas me.n yak dil
is baat kii hai urdu nishaanii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
emergency se pahle emergency ke baad
ahl-e-vatan maluul bhii aise maluul the
chehre the ashk ashk magar KHushk phuul the
Dr. Rahi
Nazm
inqalab
du.aa.e.n kii hai.n jo ahl-e-vatan ne ro ro kar
yaqii.n hai jald unhe.n mustajaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
nazm
ahl-e-vatan se apnii ab iltijaa yahii hai
baaz aa.e.n jhuuTii zid se bas mudda.aa yahii hai
Nazm
muslim-league
kam se kam hakim-e-izlaa to ho.n ahl-e-vatan
kyaa hazaaro.n me.n ko.ii saahib-e-farha.ng nahii.n
Shibli Nomani
Nazm
eid milan ke mauqea par
aaj hotii hai hasad buGz-o-jafaa kii tardiid
is liye ahl-e-vatan sab ko mubaarak ho eid
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
pir-e-mughan-e-urdu
chhin ga.ii ahl-e-vatan ek mataa-e-tahqiiq
ai dakan luT ga.ii phir terii dukaan-e-urdu
Masud Husain Khan
Nazm
Tipu
pa.Dhaa.ii ahl-e-vatan ko namaaz-e-aazaadii
sikhaa.e jis ne hame.n us ke sab sujuud-o-qayaam
Arsh Malsiyani
Nazm
aazad-hind fauj
taa-roz-e-hashr ahl-e-vatan ko rahe.nge yaad
hindostaa.n kii fauj-e-zafar-mauj zindabaad
Tilok Chand Mahroom
Nazm
qadam mila ke chalo
qadam milaa ke chalo haa.n qadam milaa ke chalo
vatan kii raah me.n ahl-e-vatan nibhaa ke chalo
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
ahl-e-junun
ham vahii ahl-e-junuu.n ahl-e-vafaa saahib-dil
ham ki har daur me.n auraaq-e-zamaana ke amii.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dil-ashob
dil haath se is ke vahshii hiran kii misaal gayaa
ham ahl-e-vafaa ranjuur sahii, majbuur nahii.n