SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahtelaam"
Nazm MATCHES FOR "ahtelaam"
Nazm
ai sharif insano
amn ko jin se taqviyat pahu.nche
aisii jango.n kaa ehtimaam kare.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazm
jab ehtiraam kiyaa kartii thii sabaa meraa
bahaar khoj liyaa kartii thii pata meraa
Balmohan panday
Nazm
iltija-e-musafir
nihaa.n hai terii mohabbat me.n ra.ng-e-mahbuubii
ba.Dii hai shaan ba.Daa ehtiraam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
KHatun-e-mashriq
husn ho jaa.egaa jab auro.n kaa vaqf-e-KHaas-o-aam
diidanii hogaa tire KHalvat-kade kaa ehtimaam
Josh Malihabadi
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
ta.aliim agar nahii.n hai zamaane ke hasb-o-haal
phir kyaa umiid-e-daulat-o-aaraam-o-ihteraam
Akbar Allahabadi
Nazm
aurat
jaanaa gayaa na mujh ko kabhii mere naam se
rishto.n me.n mujh ko baa.ndhaa gayaa ehtimaam se
Meena Naqvi
Nazm
chhabbis january
jamhuuriyat pe qaa.em saaraa nizaam hai ab
aalaa hai yaa hai adnaa baa-ehtiraam hai ab
Tilok Chand Mahroom
Nazm
tarah-e-nau
insaa.n ulaT rahaa hai ruKH-e-ziist se naqaab
maz.hab ke ehtimaam fusuu.n-parvarii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
mahatma-gandhi
bhalaa.ii sab kii ho jis se vo kaam us kaa hai
jahaa.n bhii jaa.o vahii.n ehtiraam us kaa hai
Bismil Allahabadi
Nazm
zaifa
mard hii hote to karte bekaso.n kaa ehtiraam
mard hii hote to rah sakte the yuu.n ban kar Gulaam
Josh Malihabadi
Nazm
aurat
aahu-e-ram-KHurda kii vahshat KHaraare teziyaa.n
gaa.e kii sanjiidgii jugnuu kii aatish-reziyaa.n
Shaad Aarfi
Nazm
husn-e-bimar
ehtiraam-e-ishq kii rau dil-nashii.n aavaaz me.n
ek phiike-pan kaa sannaaTaa dayaar-e-naaz me.n
Josh Malihabadi
Nazm
achchhi baaten
baa-adab baa-nasiib hotaa hai
tum buzurgo.n kaa ehtiraam karo