SEARCH RESULTS
Showing search results for "aibak"
Nazm MATCHES FOR "aibak"
Nazm
shikwa
isii maamuure me.n aabaad the yuunaanii bhii
isii duniyaa me.n yahuudii bhii the nasraanii bhii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
the to aabaa vo tumhaare hii magar tum kyaa ho
haath par haath dhare muntazir-e-fardaa ho
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ta.amiir na kar aabaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
parinde ki fariyaad
vo pyaarii pyaarii suurat vo kaamanii sii muurat
aabaad jis ke dam se thaa meraa aashiyaanaa
Allama Iqbal
Nazm
agar ye sab kuchh nahin
ki jism-o-jaa.n me.n ubaal aa.e
na KHvaab-zaaro.n me.n raushnii thii
Ahmad Faraz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaam thaa jin kaa faqat taqdiis-o-tasbiih-o-tavaaf
terii Gairat se abad tak sar-niguu.n-o-sharmsaar
Allama Iqbal
Nazm
safar ke waqt
ye bank-kaar manager ye apne technocrat
ko.ii bhii shub.h nahii.n hai.n ye ek abas kaa ThiThol
Jaun Eliya
Nazm
chakle
yahaa.n piir bhii aa chuke hai.n javaa.n bhii
tanau-mand beTe bhii abbaa miyaa.n bhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
heart-attack
dard itnaa thaa ki us raat dil-e-vahshii ne
har rag-e-jaa.n se ulajhnaa chaahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
kirmak-e-naadaa.n tavaaf-e-sham.a se aazaad ho
apnii fitrat ke tajallii-zaar me.n aabaad ho
Allama Iqbal
Nazm
samundar ka bulawa
magar ye sadaa.e.n to aatii rahii hai.n
inhii se hayaat-e-do-rozaa abad se milii hai
Meeraji
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
terii mahfil ko KHudaa rakkhe abad tak qaa.em
ham to mehmaa.n hai.n gha.Dii bhar ke hamaaraa kyaa hai