SEARCH RESULTS
Showing search results for "aiman tanzeel "
Nazm MATCHES FOR "aiman tanzeel"
Nazm
hindostan
naaquus se Garaz hai na matlab azaa.n se hai
mujh ko agar hai ishq to hindostaa.n se hai
Zafar Ali Khan
Nazm
tiranga
lahraa rahaa hai dekho aakaash par tira.ngaa
amn-o-amaa.n kaa paikar jhanDaa vo ra.ng-bira.nga
Vaqar Khaleel
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
aa.o ki ko.ii KHvaab bune.n kal ke vaaste
varna ye raat aaj ke sa.ngiin daur kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
sikhne ka amal hamesha jari rahna chahiye
tum agar haalaat ko tabdiil kar sakte ho
to maidaan-e-amal me.n aa kar
Ali Sahil
Nazm
ek sachchi amman ki kahani
mire bachche ye kahte hai.n
''tum aatii ho to ghar me.n raunaqe.n KHushbu.e.n aatii hai.n
Zehra Nigaah
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
aasmaa.n markaz-e-taKH.iil-o-tasavvur kab tak
aasmaa.n jis se KHajil ho vo zamii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
ilm
ilm hai insaa.n kii tahziib-o-tamaddun ke liye
ye nahii.n insaanii qadro.n ke talavvun ke liye
Farooq Shakeel
Nazm
janam-kade mein na-jaez aankhen
mai.n Te.Dhii paslii kaa gustaaKH janam huu.n
jis ke halqo.n me.n bad-tahziib chiiKHo.n kaa hujuum
Sidra Sahar Imran
Nazm
tarana-e-reKHta
sar cha.Dh ke boltaa hai urdu zabaa.n kaa jaaduu
hindostaa.n kii miTTii ke aasmaa.n kaa jaaduu
Farhat Ehsas
Nazm
jang se hoga kuchh nahin hasil
ye jang vaqt kii tahziib ko kuchal degii
ye jang amn ke phuulo.n ko bhii masal degii
Siya sachdev
Nazm
jawahar-lal nehru
jism kii maut ko.ii maut nahii.n hotii hai
jism miT jaane se insaan nahii.n mar jaate
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhe sochne de
nau-e-insaa.n me.n ye sarmaaya o mehnat kaa tazaad
amn o tahziib ke parcham tale qaumo.n kaa fasaad