SEARCH RESULTS
Showing search results for "aks-e-gunah"
Nazm MATCHES FOR "aks-e-gunah"
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
sham hai dhuan dhuan
har samt thaa us kaa aks-e-hazii.n
uj.Daa uj.Daa
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
jangali nach
ek paikar-e-gudaaz aur naachne lagaa
Dholako.n kii mast chiiKH aur tez ho ga.ii
Salam Machhli shahri
Nazm
tawaif
teraa zaahir KHushnumaa hai teraa baatin hai siyaah
har adaa terii mukammal daavat-e-jurm-o-gunaah
Mahirul Qadri
Nazm
hai meri soch mein raqsan sabhi jazbaat ka rang
nazr-e-ehsaas-e-gunah ho gayaa din raat kaa rang
hai ravaa.n KHuun saa be-rabt KHayaalaat kaa rang
Ain Seen
Nazm
mujhe khol taza hawa mein rakh
kabhii dopahar ke KHumaar me.n
kisii aks-e-mauj-e-balaa me.n rakh
Farrukh Yar
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tanhai tumhein yaad karti hai
mah-e-tamaam ne 'aks-e-ruKH-e-tajallii me.n
qadam qadam pe tumhe.n jalva-baar dekhaa hai
Bismil Dehlavi
Nazm
mashwara
ye raasta nahii.n vo jis pe tuu Thahar jaa.e
yahaa.n se jald guzar aks-e-mehr-o-mah kii tarah
Zehra Nigaah
Nazm
numaish mein
kisii me.n aks-e-''ma.asuum-e-kaliisaa''
kisii me.n partav-e-asnaam-e-aazar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sachcha aaina
‘aks-e-ruKH siidhaa ‘aks-e-tahriir ulTaa
jhuuTaa thaa aa.iina phir bhii sachchaa thaa