SEARCH RESULTS
Showing search results for "aks-e-gunah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aks-e-gunah"
Ghazal
ai 'aks' khi.Dkiyo.n ko khulaa chho.D de zaraa
kamre ke band ghero.n se ghabraa gayaa charaaG
Pandit Aks Lucknowi
Ghazal
maanaa ki tuu zaalim ke baraabar nahii.n ai 'aks'
uu.nchaa.ii pe lekin miraa parcham to hu.aa hai
Pandit Aks Lucknowi
Ghazal
un ko ye chaahiye ik dam na bhulaa.e.n ham ko
rafta rafta dil-e-shaidaa se haTaa.e.n ham ko
Syed Shariq Aks
MORE MATCHES FOR "aks-e-gunah"
Ghazal
KHud apne aks-e-gunah kaa thaa saamnaa us ko
tamaam umr vo aa.iinaa-e-sazaa me.n thaa
Farrukh Jafari
Ghazal
TuuTaa ta.alluqaat kaa aa.iina is tarah
aks-e-nashaat-e-lamaha-e-faanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zabaan mu.nh me.n hai taar-e-gunah kii suurat
tumhaaraa hukm bajaa hai kalaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo meraa vahm-e-nazar thaa ki teraa aks-e-jamiil
vo kaun thaa ki jo manzar ke darmiyaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
is aa.ine me.n ko.ii aks yuu.n na ubhregaa
nazar se silsila-e-daanish-e-nazar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu sahii ik aks lekin ye hisaar-e-aa.ina
log tujh ko dekhnaa chaahe.n baruun-e-dar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
mire lahuu me.n ab itnaa bhii rang kyaa hotaa
taraaz-e-shauq me.n aks-e-ruKH-e-nigaar bhii hai