SEARCH RESULTS
Showing search results for "amboh"
Nazm MATCHES FOR "amboh"
Nazm
tin aawazen
marg-e-amboh kaa tyauhaar manaa.o logo
adam-aabaad ko aabaad kiyaa hai mai.n ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (4)
ye kaisaa kohna-parasto.n kaa amboh
kuuzo.n kii laasho.n me.n utraa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
mujhe sochne de
jalsa-gaaho.n me.n ye dahshat-zada sahme amboh
rahguzaaro.n pe falaakat-zada logo.n ke giroh
Sahir Ludhianvi
Nazm
kali diwar
aas-paas to jam.a hu.aa thaa KHilqat kaa amboh
sab kii aa.nkho.n me.n sannaaTaa chehro.n par andoh
Ahmad Faraz
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
mausam-e-vasl kii kirno.n kaa vo amboh ravaa.n
jis ke hamraah kisii zohra-jabii.n kii Dolii
Mohsin Naqvi
Nazm
aab o gil
mai.n aahista aahista pahu.nchaa yahaa.n tak
ba-har samt amboh-e-aavaar-gaa.n thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
naya amrit
davaa.o.n kii almaariyo.n se sajii ik dukaa.n me.n
mariizo.n ke amboh me.n muzmahil saa
Shahryar
Nazm
hari-bhari ek shaKH-e-badan par
apne husn kii tez mahak se
logo.n ke amboh me.n baiThii yuu.n ghabraa sii jaatii hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
teri duniya ke naqshe mein
raqs kartaa hai samundar chaar-suu
isii amboh kaa hissa nahii.n huu.n mai.n
Abrar Ahmad
Nazm
hindostan
vo baat hindiyo.n ne Gairo.n ke darmiyaa.n kii
jis par jhukii hai gardan amboh-e-sarkashaa.n kii
Aaftab Rais Panipati
Nazm
tan-e-nahif se amboh-e-jabr haar gaya
ridaa-e-chaak ne dastaar-e-shah ko taar kiyaa
tan-e-nahiif se amboh-e-jabr haar gayaa
Zehra Nigaah
Nazm
abhi mausam nahin aaya
amboh Gulaamaa.n saf-ba-saf KHaalii suro.n ko apne
siine par jhukaa.e