SEARCH RESULTS
Showing search results for "asr-e-nau"
Nazm MATCHES FOR "asr-e-nau"
Nazm
prometheus
agar dikhaa.ii diye mujh ko aadmii aaseb
to asr-e-nau kii basiirat pe harf kyuu.n aa.e
Waheed Akhtar
Nazm
jawab-e-shikwa
kashti-e-haq kaa zamaane me.n sahaaraa tuu hai
asr-e-nau-raat hai dhundlaa saa sitaaraa tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
shuur
ki mai.n huu.n vaaris-e-taariiKH-e-asr-e-insaanii
qadam qadam pe jahannam qadam qadam pe bahisht
Ali Sardar Jafri
Nazm
musafir
mizaaj-e-sholgii-e-asr-e-naujavaa.n puuchhaa
mirii jhukii hu.ii aa.nkhe.n talaash kartii rahe.n
Mustafa Zaidi
Nazm
saneha
dard-o-Gam-e-hayaat kaa darmaa.n chalaa gayaa
vo KHizr-e-asr-o-iisa-e-dauraa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
riwayat shikan
us pe khulte hii nahii.n Gam baad ke
ahd-o-asr-e-KHaanamaa.n-barbaad ke
Ali Ejaz Tamimi
Nazm
kushtagan-e-KHanjar-e-taslim-ra
asr-e-be-ha.ngaam se jiivan
na.ii duniyaa.o.n ke raste nikaalegaa
Farrukh Yar
Nazm
tere adl ke aiwanon mein
dha.Dkane.n bhiigtii palko.n se ba.ndhii jaatii hai.n
zindagii asr-e-hama-giir me.n be-ma.anii hai
Farrukh Yar
Nazm
naya KHun
inqilaabaat kii taariiKH kaa unvaa.n ban kar
ye lahuu qatl-gah-e-asr-e-ravaa.n tak pahu.nchaa