SEARCH RESULTS
Showing search results for "asr-e-nau"
Ghazal MATCHES FOR "asr-e-nau"
Ghazal
tiraa ilaaj shifaa-gaah-e-asr-e-nau me.n nahii.n
KHirad ke ghaav tuu diivaana-pan chhupaa.egaa
Ehsan Danish
Ghazal
me.araaj-e-irtiqaa hai tamaashaa na jaaniye
tahziib-e-asr-e-nau ko barahna na jaaniye
Sultan Akhtar
Ghazal
iqtizaa-e-asr-e-nau hai zindagii to darkinaar
maut ko bhii husn ke saa.nche me.n Dhalnaa chaahiye
Nihal Sevharvi
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
merii Gazal 'uruuj' ik tasviir-e-asr-e-nau hai
mai.n ne use sa.nvaaraa tahziib-e-fikr-o-fan se
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
barq kii dastaras se duur asr-e-nau ke ai tuyuur
aur buland aashiyaa.n aur buland aashiyaa.n
Nihal Sevharvi
Ghazal
asr-e-nau ke paikar me.n KHud ko Dhaalnaa hogaa
vaqt ke taqaazo.n ko Thiik se samajh le tuu
Shafaq Tanveer
Ghazal
ye asr-e-nau kii chitaa.o.n me.n aag kaisii hai
ki ruuh raakh hu.ii aur badan jalaa bhii nahii.n
Pirzada Qasim
Ghazal
asr-e-nau mujh ko nigaaho.n mai.n chhupaa kar rakh le
ek miTtii hu.ii tahziib kaa sarmaaya huu.n
Mazhar Imam
Ghazal
aaj gesuu-e-hastii ‘asr-e-nau ke shaane se
utne hii ulajhte hai.n jis qadar sa.nvarte hai.n
Hanson Rehani
Ghazal
ye asr-e-nau hai baada-kasho.n hosh me.n raho
sa.nbhlo ki mai-kashii ke tariiqe badal ga.e
Shayar Fatehpuri
Ghazal
'asr-e-nau kii aadmiyyat kaa hai bas ye tajziya
ek shiisha hai zamii.n par Tuut kar bikhraa hu.aa
Betab Kaifi
Ghazal
ye asr-e-nau kaa shauq-e-chaara-saazii
pa.e-darmaa.n Gam-e-biimaar bhii hai
Ziauddin Ahmad Shakeb
Ghazal
ye faatehaana Gazal asr-e-nau kaa hai aaha.ng
buland o past ko dekhaa hai diida-var kii tarah
Ali Sardar Jafri
Ghazal
vaqt kii ruuh munavvar hai navaa se merii
asr-e-nau me.n hai mirii shoKHii-e-afkaar kaa ra.ng
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
kab talak gaa.egaa 'maahir' azmat-e-maazii ke giit
asr-e-nau kii roz-afzuu.n garmii-e-baazaar dekh