SEARCH RESULTS
Showing search results for "aura.ng"
Nazm MATCHES FOR "aura.ng"
Nazm
muslim-league
aap liberal jo nahii.n hai.n to balaa se na sahii
yaa.n kisii ko talab-e-afsar-o-aura.ng nahii.n
Shibli Nomani
Nazm
siraj aurang-abaadi
kabhii to ashk me.n KHuun-e-jigar kaa ra.ng-e-hayaat
kabhii to aah me.n dil kii dabii hu.ii aavaaz
Maikash Akbarabadi
Nazm
zalzala
ek muKHtaar ho, aura.ng-e-jahaa.nbaanii kaa
ik muraqqa.a ho Gam-o-ra.nj-o-pareshaanii kaa
Shakeel Badayuni
Nazm
khel
aura.ng-e-shahii hech hai rindo.n kii nazar me.n
mahlo.n kii bulandii pe qazaa khel rahii hai
Shorish kashmiri
Nazm
zindagi
jis ne jis rang me.n dekhaa ye banii vaisii hii
shaad-naashaad to aabaad hai.n barbaad yahaa.n
Om Parkash Bajaj
Nazm
qila-e-akbarabad
aura.ng-e-siyah-ra.ng jo qaa.em hai lab-e-baam
bosa jise detaa thaa har ik zubda-e-uzzaam
Ismail Merathi
Nazm
andeshe
ruuh-e-‘iffat gunah-e-jang samajhtii hii nahii.n
fitna-e-afsar-o-aurang samajhtii hii nahii.n
Manzoor Husain shor
Nazm
daricha
ga.Dii hai.n kitnii saliibe.n mire dariiche me.n
har ek apne masiihaa ke KHuu.n kaa rang liye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
musafir
mire vatan tirii KHidmat me.n le kar aayaa huu.n
jagah jagah ke tilismaat des des ke ra.ng
Mustafa Zaidi
Nazm
ghaalib
ham ne ehsaas se parkhaa tire ehsaas kaa rang
ham ne jaanaa hai kahaa.n terii tamanna kaa qadam
Shuja Farrukhi
Nazm
baadal
chhaa.e hu.e hai.n chaar taraf paara-haa-e-abr
aaGosh me.n liye hu.e duniyaa-e-aab-o-ra.ng
Noon Meem Rashid
Nazm
qatl-e-aftab
shafaq ke rang me.n hai qatl-e-aaftaab kaa ra.ng
ufuq ke dil me.n hai KHanjar lahuu-luhaan hai shaam
Ali Sardar Jafri
Nazm
zindagi
zindagii ik manchale gabruu kaa ruup
zindagii nau-KHez doshiiza kaa ra.ng
Mohammad Tanviruzzaman
Nazm
pandrah august
nayaa zamaana liye ik uma.ng aayaa hai
karo.Do.n logo.n ke chehre pe rang aayaa hai
Javed Akhtar
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ye kaakulo.n kii taab hai ye aarizo.n kaa rang
jis tarah jhuTpuTe me.n shab-o-roz kii tara.ng
Josh Malihabadi
Nazm
masjid
jo tarastii hii rahii.n ra.ng-e-asar kii KHaatir
aur TuuTaa hu.aa dil thaam liyaa kartii hai