SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-andaaz-e-hasii.n"
Nazm MATCHES FOR "ba-andaaz-e-hasii.n"
Nazm
sham-e-hilal-e-eid
chaa.nd niklaa hai ba-andaaz-e-digar aaj kii shaam
baarish-e-nuur hai taa-hadd-e-nazar aaj kii shaam
Arman Akbarabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
mansuub mujh se hai jo ba-andaaz-e-dil-nashii.n
terii vo shaa.irii hai mirii shaa.irii nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
rang-o-nur ki raat
ba-sad-KHuluus ba-andaaz-e-dil-kashii ab bhii
siyaah raato.n me.n taariikiyo.n ke chehro.n par
Salahuddin Nayyar
Nazm
etimad
aa.e.nge aur ba-andaaz-e-digar aa.e.nge
phuul hii phuul fazaa.o.n me.n bikhar jaa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ek subh
chaTak rahaa thaa ba-andaaz-e-KHaas har Guncha
mahak rahii thii magar chaa.ndnii bharii duniyaa
Sahar Rampuri
Nazm
qurb
KHamosh shiishe ki diivaar se gale mil kar
vo ek baat ba-andaaz-e-mahramaana kahii
Mohsin Ehsan
Nazm
naya KHun
karbalaa aaj bhii barpaa hai ba-andaaz-e-digar
dasht me.n raqs-e-shahiidaa.n kaa tamaasha na hu.aa
Qaisarul Jafri
Nazm
mahr-e-nim-shab
apne mehvar pe guzarne me.n mah-o-saal yahaa.n
niim-shab mahr nikaltaa hai ba-andaaz-e-digar
Naeem Saba
Nazm
aaj ki raat
aur kyaa chaahiye ab ai dil-e-majruuh tujhe
us ne dekhaa to ba-andaaz-e-digar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaj ki raat
daaman-e-shauq ko thaame hu.e hai.n sharm-o-hayaa
dil dha.Daktaa hai ba-andaaz-e-digar aaj kii raat
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
rah-o-rasm-e-ashnai
nazar jhukaa ke ba-andaaz-e-mujrimaana chale
chale ba-jeb-e-dariida, ba-daaman-e-sad-chaak
Mustafa Zaidi
Nazm
mujhe wapas kar de
phir mujhe chaahiye vaapas ba-sad-andaaz-o-niyaaz
ai sanam-KHaana-e-maazii ke but-e-pur-e.ajaaz
Anwar Abbas
Nazm
mere watan ki chand sar-zamin
ba-har qadam manaazir-e-hasii.n
sunahrii sub.h shaam surmagii.n
Muzaffar Hanfi
Nazm
gandhi-jayanti
qadr-e-javaahar-e-hasii.n dekh ba-chashm-e-Gaur tuu
varna hazaar zillate.n tere liye hai.n aur tuu
Arsh Malsiyani
Nazm
mushaera
mushaa.era ba-juz andaaz-e-haav-huu kyaa hai
''tumhaare shahar me.n 'Gaalib' kii aabruu kyaa hai''