SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-andaaz-e-hasii.n"
Ghazal MATCHES FOR "ba-andaaz-e-hasii.n"
Ghazal
ham husn ba-andaaz-e-hasii.n dekhne vaale
sach baat hai tujh saa ko.ii paikar nahii.n dekhaa
Fakhr Abbas
Ghazal
terii mahkii hu.ii zulfo.n se ba-andaaz-e-hasii.n
jaane kyaa chiiz nasiim-e-saharii maa.nge hai
Unwan Chishti
Ghazal
har haqiiqat ko ba-andaaz-e-tamaashaa dekhaa
KHuub dekhaa tire jalvo.n ko magar kyaa dekhaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo ek shaKHs ba-andaaz-e-mahramaana milaa
milaa vo jab bhii hame.n zaat se judaa na milaa
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
guftuguu jis kii ba-andaaz-e-KHirad hotii hai
us kii tahriir mohabbat kii sanad hotii hai
Aasi Faiqi
Ghazal
chaak siine kaa ba-andaaz-e-jigar ho ki na ho
aur phir lazzat-e-jaa.n zauq-e-asar ho ki na ho
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
us ke ho.nTo.n pe ba-andaaz-e-Gazal jaa.uu.ngaa
lafz huu.n is liye aavaaz me.n Dhal jaa.uu.ngaa
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
jazba-e-ishq bahut KHaak u.Daataa hai magar
kuu-e-jaanaa.n me.n ba-andaaz-e-sukuu.n dau.Dtaa hai
Sultan Akhtar
Ghazal
shahr dar shahr ba-andaaz-e-digar raushan hai
har taraf apnii sadaa apnaa hunar raushan hai
Naz Qadri
Ghazal
shaam se pahle ba-andaaz-e-digar shaam ke baa'd
ban gayaa 'azm-e-safar diida-e-tar shaam ke baa'd
Amber Shameem
Ghazal
Izhar Asar
Ghazal
Gopal Mittal
Ghazal
Hurmatul Ikaram
Ghazal
KHudaa shanaaso.n kii pahchaan hii ko.ii na rahii
ki sar-kashii bhii ba-andaaz-e-sar-kashii na rahii
Shifa Gwaliari
Ghazal
Gariibii muflisii bechaargii Gam kii hiraasaanii
ba-andaaz-e-jalii har samt ye tahriir dekhii hai
Shiv Charan Das Goyal Zabt
Ghazal
KHaana-e-dil me.n simaT aa.e hai.n chupke chupke
mas.ale kitne ba-andaaz-e-KHiraamaa.n aa.e
Betab Kaifi
Ghazal
us ke kuuche me.n hai nit suurat-e-bedaad na.ii
qatl har KHasta baa-andaaz-e-digar hotaa hai