SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.ng"
Nazm MATCHES FOR "ba.ng"
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qaafila ho na sakegaa kabhii viiraa.n teraa
Gair yak-baa.ng-e-daraa kuchh nahii.n saamaa.n teraa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
'iqbaal' kaa taraana baa.ng-e-daraa hai goyaa
hotaa hai jaada-paimaa phir kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
aur aadmii hii chor hai aur aapii thaang hai
hai chhiinaa jhapTii aur baa.ng taa.ng hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHizr-e-rah
guu.njtii hai jab fazaa-e-dasht me.n baa.ng-e-rahiil
ret ke Tiile pe vo aahuu kaa be-parvaa KHiraam
Allama Iqbal
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
suur-e-mahshar hii sahii baa.ng-e-qayaamat hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nama-e-jaanan
dar-o-diivaar-e-KHaraabaat vahii hai.n lekin
na kahii.n qulqul-e-miinaa hai na gul-baa.ng-e-subuu
Ahmad Faraz
Nazm
waqt-e-murawwat
alassabaah ki thii kaa.enaat sar-ba-sujuud
falak pe shor-e-azaa.n thaa zamii.n pe baa.ng-e-duruud
Josh Malihabadi
Nazm
dua
na shariik-e-safar-o-zaad-e-safar maa.ngaa hai
na sadaa-e-jaras-o-baa.ng-e-daraa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
ye baghawat hai
qadam yuu.n uThe.n
dha.Dkane.n dil kii bane.n baa.ng-e-rahiil
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
bachcha aur murgha
jab sub.h ko baa.ng mai.n detaa huu.n
aur naam KHudaa kaa letaa huu.n