SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.ng"
Ghazal MATCHES FOR "ba.ng"
Ghazal
yahaa.n pe 'meraaj' tere lafzo.n kii aabruu kyaa
ye log baa.ng-e-daraa kii qiimat lagaa rahe hai.n
Meraj Faizabadi
Ghazal
raahil huu.n musalmaan ba-sad-naara-e-takbiir
ye qaafila ye baa.ng-e-daraa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
misl-e-kaliim ho agar maarka aazmaa ko.ii
ab bhii daraKHt-e-tuur se aatii hai baa.ng-e-laa-taKHaf
Allama Iqbal
Ghazal
rashk-e-ham-tarhi o dard-e-asar-e-baa.ng-e-hazii.n
naala-e-murG-e-sahar teG-e-do-dam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
mirii navaa me.n nahii.n hai adaa-e-mahbuubii
ki baa.ng-e-suur-e-saraafiil dil-navaaz nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.n ha.nsaa.e na mujh se ri.nd ko ba.ng
duKHt-e-raz kii bahan hai saalii hai
Hatim Ali Mehr
Ghazal
gunaah-gaar to ramz-e-hariim tak pahu.nche
savaab vaalo.n ne baa.ng-e-daraa se baate.n kii.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
karuu.n fariyaad ro ro yaar ko jab yaad kar 'aajiz'
dam israafiil kaa lohuu ho baa.ng-e-suur se Tapke
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
kuchh aisaa dard thaa baa.ng-e-jaras me.n
safar se qabl pachhtaane lage hai.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ban kar mai.n razaakaar muhayyaa-e-fanaa huu.n
aavaaza-e-haq baa.ng-e-daraa mere liye hai
Hasrat Mohani
Ghazal
KHair se baaG me.n phir Guncha-e-gul-ra.ng khilaa
shukr hai daur me.n phir saaGar-e-sarshaar aayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
ashk aa.nkho.n me.n hai.n ho.nTo.n pe bukaa se pahle
qaafila Gam kaa chalaa baa.ng-e-daraa se pahle
Anand Narayan Mulla
Ghazal
'zauq' zebaa hai jo ho riish-e-safed-e-shaiKH par
vasma aab-e-ba.ng se meh.ndii mai-e-gul-ra.ng se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
sarsarii kuchh sun liyaa phir vaah-vaa kar uTh ga.e
sher ye kam-fahm samjhe hai.n KHayaal ba.ng hai