SEARCH RESULTS
Showing search results for "baar-bud-e-bazm-e-suKHan"
Nazm MATCHES FOR "baar-bud-e-bazm-e-suKHan"
Nazm
mir
shaahid-e-bazm-e-suKHan naazuura-e-ma.anii-taraaz
ai KHudaa-e-reKHta paiGambar-e-soz-o-gudaaz
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
ab bazm-e-suKHan sohbat-e-lab-soKHtagaa.n hai
ab halqa-e-mai taa.efaa-e-be-talabaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jazb-e-ghairat
faroG-e-bazm-e-suKHan terii sarparastii se
adab shanaas kiyaa hai tirii aqiidat ne
Masood Akhtar Jamal
Nazm
shair
aur shab ko sar-e-bazm-e-suKHan sadr ke nazdiik
gaalo.n ko phulaa.e saf-e-avval me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
KHud-faroshi
ik ahd se jo aabruu-e-bazm-e-suKHan the
vo aabruu-e-sher-o-suKHan bech rahe hai.n
Payam Fatehpuri
Nazm
be-KHayali mein taKHliq
ye bazm-e-suKHan ko sajaane pe maa.il
KHayaalaat sab raqs karne lage hai.n
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
gham-e-faiz
dosto aa.o chalo suunii hu.ii bazm-e-suKHan
'umr bhar ek yahii Gam hame.n ta.Dpaa.egaa
Javed Akram Farooqi
Nazm
karachi ke mushaere mein Daka
ye kis ne bazm-e-suKHan luuT lii KHudaa jaane
''tamaam shahr ne pahne hu.e hai.n dastaane''
Khalid Irfan
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
bazm-e-maatam to nahii.n bazm-e-suKHan hai 'haalii'
yaa.n munaasib nahii.n ro ro ke rulaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
marsiya-e-dehli 4
bazm-e-maatam to nahii.n bazm-e-suKHan hai 'haalii'
yaa.n munaasib nahii.n ro ro ke rulaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHatun-e-KHana-dar
aa.ii jo nii.nd KHvaab me.n bazm-e-suKHan sajii
ab ho ke hoshiyaar Gazal kah rahii huu.n mai.n
Syeda Farhat
Nazm
yaran-e-najd
ahvaal-e-bazm-e-gulshan ai naama-bar sunaanaa
vo daastaa.n hai dilkash ra.ngii.n hai vo fasaana
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
mushaera
hamaarii bazm-e-adab kaa hai jashn-e-saalaana
jalii hai sham-e-suKHan raqs me.n hai parvaana