SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahb"
Nazm MATCHES FOR "bahb"
Nazm
shikwa
dasht to dasht hai.n dariyaa bhii na chho.De ham ne
bahr-e-zulmaat me.n dau.Daa diye gho.De ham ne
Allama Iqbal
Nazm
pas raho
aur bachcho.n ke bilakne kii tarah qulqul-e-mai
bahr-e-naa-suudgii machle to manaa.e na mane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaun bahr-e-ruum kii maujo.n se hai lipTaa hu.aa
gaah baalad-chuu.n-sanobar gaah naalad-chuu.n-rubaab
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
jo naach dekhtaa hai so hai vo bhii aadmii
yaa.n aadmii hii la.al-o-javaahar me.n be-bahaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
dekhiye is bahr kii tah se uchhaltaa hai kyaa
gumbad-e-niilofarii rang badaltaa hai kyaa
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
jo mai thii bahaa dii miTTii me.n
mehmaan kaa shahpar to.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
talib-ilm
KHudaa tujhe kisii tuufaa.n se aashnaa kar de
ki tere bahr kii maujo.n me.n iztiraab nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
umr-bhar kii jo kamaa.ii thii ga.nvaa aayaa huu.n
tere KHat aaj mai.n ga.ngaa me.n bahaa aayaa huu.n