SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahlaavaa"
Nazm MATCHES FOR "bahlaavaa"
Nazm
suraj ke jalte wihaar mein
kyaa ga.e dino.n kaa pachhtaavaa
kyaa na.ii ruto.n kaa bahlaavaa
Asad Mohammad Khan
Nazm
yun bhi hota hai ki apne-ap aawaz dena paDti hai
mastii aur lagan kii liilaa
ik bahlaavaa hai
Farrukh Yar
Nazm
nazmen mujhko DhunD rahi hain
haal faqat parkaar kii gardish
mustaqbil ik bahlaavaa hai
Rukhsana Saba
Nazm
jawab-e-shikwa
quvvat-e-ishq se har past ko baalaa kar de
dahr me.n ism-e-mohammad se ujaalaa kar de
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bahut hai zulm ke dast-e-bahaana-juu ke liye
jo chand ahl-e-junuu.n tere naam-levaa hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai sharif insano
KHuu.n bahaanaa hii kyaa zaruurii hai
ghar kii taariikiyaa.n miTaane ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
walid ki wafat par
kahii.n kuchh bhii nahii.n badlaa
tumhaare haath merii u.ngliyo.n me.n saa.ns lete hai.n
Nida Fazli
Nazm
mata-e-ghair
terii maanuus nigaaho.n kaa ye mohtaat payaam
dil ke KHuu.n karne kaa ek aur bahaana hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
zauq o shauq
ain-e-visaal me.n mujhe hausla-e-nazar na thaa
garche bahaana-juu rahii merii nigaah-e-be-adab!