SEARCH RESULTS
Showing search results for "ban-ban"
Nazm MATCHES FOR "ban-ban"
Nazm
nai Dish shahdalu
bam bam bam bam bhole bhaaluu
seb nahii.n to khaa lo aaluu
Manazir Hasan Shaheen
Nazm
o des se aane wale bata
panhaariyaa.n paanii bhartii hai.n
a.ng.Daa.ii kaa naqsha ban ban kar
Akhtar Shirani
Nazm
mazi ke sahra
zindagii apnii bikhartii rahii ban ban ke Gubaar
aaj aa.nkho.n ke ubharte hu.e kaale halqe
Farhat Qamar
Nazm
guDDe guDiya ka byah
chale saath ban ban ke bachche baraatii
chalii paarTii ek gaatii bajaatii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
aaj ki raat
nuur ban ban ke chhan rahii hai sharaab
saaqii-e-aasmaa.n piyaala-ba-dast
Hafeez Hoshiarpuri
Nazm
hiras
tere pairaahan-e-ra.ngii.n kii junuu.n-KHez mahak
KHvaab ban ban ke mire zehn me.n lahraatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
barkha-rut
chhan rahaa hai qatre ban ban kar sitaaro.n kaa hujuum
nuur-paaro.n kaa hujuum
Akhtar Shirani
Nazm
holi
jhamakte ruup ke ban ban ke svaa.ng dikhlaa.e
hu.aa hujuum ajab har kanaar holii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
takmil
jahaa.n hayaat kii aa.nkho.n se ashk ban ban kar
abad ke raaz Tapakne ke muntazir ho.nge
Abid Almi
Nazm
yaaden
qaafile dillii se jaane lage ban ban ke jahaa.n
maqbare kaa vo humaayuu.n ke samaa.n yaad aayaa