SEARCH RESULTS
Showing search results for "bandal"
Nazm MATCHES FOR "bandal"
Nazm
wapsi
rack pe rakkhe aKHbaaro.n ke banDal aur risaale
dhuul kii chaadar o.Dhe the
Sahil Manakpuri
Nazm
ramz
in kitaabo.n ne ba.Daa zulm kiyaa hai mujh par
in me.n ik ramz hai jis ramz kaa maaraa hu.aa zehn
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
ek hii saf me.n kha.De ho ga.e mahmuud o ayaaz
na ko.ii banda rahaa aur na ko.ii banda-navaaz
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
bijlii chamak ke un ko kuTiyaa mirii dikhaa de
jab aasmaa.n pe har suu baadal ghiraa hu.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
aurat
zahr hii zahr hai duniyaa kii havaa tere liye
rut badal Daal agar phuulnaa phalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise ik chehre ke Thahre hu.e maanuus nuquush
dekhte dekhte yak-laKHt badal jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
maayuusii ke ramte baadal par ummiid ke ghar ta.amiir na kar
Akhtar Shirani
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
ye lab hai.n tumhaare ki khiltaa chaman hai
bikhero jo zulfe.n to sharmaa.e baadal