SEARCH RESULTS
Showing search results for "banyaa.in"
Nazm MATCHES FOR "banyaa.in"
Nazm
shikwa
par tire naam pe talvaar uThaa.ii kis ne
baat jo big.Dii hu.ii thii vo banaa.ii kis ne
Allama Iqbal
Nazm
zindagi se Darte ho
aadmii to tum bhii ho aadmii to ham bhii hai.n
aadmii zabaa.n bhii hai aadmii bayaa.n bhii hai
Noon Meem Rashid
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
barbat kii sadaa par ro denaa mutrib ke bayaa.n par ro denaa
ehsaas ko Gam buniyaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
ye narak se bhii gandii duniyaa jab sovarg banaa.ii jaa.egii
vo sub.h kabhii to aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
sab maya hai
jab dekh liyaa har shaKHs yahaa.n harjaa.ii hai
is shahr se duur ik kuTiyaa ham ne banaa.ii hai
Ibn e Insha
Nazm
saqi-nama
bayaa.n is kaa mantiq se suljhaa hu.aa
luGat ke bakhe.Do.n me.n uljhaa hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
hiras
raat ke KHvaab ujaale me.n bayaa.n to kar duu.n
un hasii.n KHvaabo.n kii taabiir se jii Dartaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
masjid bhii aadmii ne banaa.ii hai yaa.n miyaa.n
bante hai.n aadmii hii imaam aur KHutba-KHvaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
muflisi
muflis kaa haal aah bayaa.n kyaa karuu.n mai.n yaar
muflis ko is jagah bhii chabaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mere dard ko jo zaban mile
jo mujhe ye raaz-e-nihaa.n mile
mirii KHaamushii ko bayaa.n mile