SEARCH RESULTS
Showing search results for "bauchhaar"
Nazm MATCHES FOR "bauchhaar"
Nazm
holi
sabaa ne rang kii bauchhaare.n aa ke barsaa.ii.n
havaa ne aan ke saa.nvan kii jha.Diyaa.n banvaa.ii.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
thoDa thoDa mil kar bahut ho jata hai
barastaa jo me.nh muuslaa-dhaar hai
so ye nannhii buu.ndo.n kii bauchhaar hai
Ismail Merathi
Nazm
KHushiyon ki bauchhaar ka din
guzar gayaa itvaar kaa din
KHushiyo.n kii bauchhaar kaa din
Faragh Rohvi
Nazm
magar meri aankhon mein
baraste hu.e me.nh kii bauchhaar me.n
apnaa joban nikhaare
Anwar Maqsood Zahidi
Nazm
pariyon ki rani
giito.n kaa sargam us me.n hai
KHushiyo.n kii bauchhaar hai us me.n
Amaan Zakhirvi
Nazm
dasht hi kafi hai
ek anjaan masarrat kii kiran
an-chhu.e KHvaabo.n kii ThanDii bauchhaar