SEARCH RESULTS
Showing search results for "bayaan-e-marsiya"
Nazm MATCHES FOR "bayaan-e-marsiya"
Nazm
tere baad
na rahaa Galba-e-saudaa-e-bayaan-e-Gaalib
'daaG' ne paa.ii dil-e-tafta me.n jaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
urdu
tere har lafz me.n ho dard-e-mohabbat kii ta.Dap
har suKHan sharh-e-bayaan-e-KHalish-e-dil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
ghaalib
bayaan-e-'Gaalib'-e-ra.ngii.n-navaa hai
qalam shaa.ir kaa sajde me.n jhukaa hai
Rifat Sarosh
Nazm
zaban se nafrat kyun
riyaa kaa zikr bayaan-e-takallufaat nahii.n
zabaan ahl-e-siyaasat ke bas kii baat nahii.n
Nazish Partap Gadhi
Nazm
tamasha ban gae
muKHtasar hogaa 'rishii' kyuu.nkar bayaan-e-aashiqii
haal kyaa kyaa ho ga.e ahvaal kyaa kyaa ban ga.e
Rishi Patialvi
Nazm
main kyun bhul jaun
vo KHat jin kaa har lafz ik daastaa.n thaa
vo jazbaat se pur-bayaan-e-mohabbat
Arsh Malsiyani
Nazm
aspatal
bayaan-e-shauq kii sub.he.n na arz-e-haal kii shaam
ba.Dii udaas sii rahtii hai aspataal kii shaam
Salam Machhli shahri
Nazm
mir
KHatm tujh par ho gayaa lutf-e-bayaan-e-aashiqii
marhabaa ai vaaqif-e-raaz-e-nihaan-e-aashiqii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
jamuna
taa-kujaa ye sar-guzasht-e-daastaan-e-dard-o-Gam
chhe.D ai jamunaa ko.ii taaza bayaan-e-dard-e-Gam
Suroor Jahanabadi
Nazm
mir-anis
manzar-o-marsiya-o-razm-o-saraapaa kyaa kyaa
na likhaa miir-aniis aap ne tanhaa kyaa kyaa