SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-hijaab"
Nazm MATCHES FOR "be-hijaab"
Nazm
zauq o shauq
tiira-o-taar hai jahaa.n gardish-e-aaftaab se!
tab-e-zamaana taaza kar jalva-e-be-hijaab se!
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
jis ne afra.ngii siyaasat ko kyaa yuu.n be-hijaab
paa.nchvaa.n mushiir ibliis ko muKHaatab kar ke
Allama Iqbal
Nazm
tashannuj
muskuraahaT: ik lipstick KHanda-peshaanii naqaab
ruuh: burqaa-posh: aa.nkhe.n be-hijaab!
Ameeq Hanafi
Nazm
nazr-e-watan
phir KHirman sukuu.n ko hai.n darkaar bijliyaa.n
phir be-hijaab jalva-e-jaanaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
masjid-e-qurtuba
aalam-e-nau hai abhii parda-e-taqdiir me.n
merii nigaaho.n me.n hai us kii sahar be-hijaab
Allama Iqbal
Nazm
chu ki lafzi tahqiq
ma.anii ko hai gila ki hu.aa be-hijaab mai.n
shikva hai lafz ko ki mirii aabruu ga.ii
Zafar Ali Khan
Nazm
adab ke nam pe
mizaah kah ke phalaa.ngii ga.ii.n huduud-e-adab
Guluu ke naam pe kuchh log be-hijaab hu.e
Tazeen Raaz
Nazm
husn-e-qubul
utar utar mire daaman pe phuul barsaa de
machal ke abr ke pardo.n se be-hijaab aayaa
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
teri hansi
mai.n sochtaa huu.n ki ye terii be-hijaab ha.nsii!
mizaaj-e-ziist se is darja muKHtalif kyuu.n hai