SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-kaari-e-ummiid"
Nazm MATCHES FOR "be-kaari-e-ummiid"
Nazm
qaid-e-tanhai
ko.ii naGma, ko.ii KHushbuu, ko.ii kaafir suurat
be-KHabar guzrii, preshaanii-e-ummiid liye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hinDola
ye maa.n kii god kaa ehsaas sab manaazir me.n
qariib o duur zamii.n me.n ye buu-e-vataniyyat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zindagi
kyaa u.Degii vaadii-e-ummiid me.n
taa.ir-e-be-baal-o-par hai zindagii
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
aKHtar shirani
hai tirii be-kasii-e-‘ishq kaa ronaa mujh ko
ko.ii pursaan-e-mohabbat na rahaa tere ba.ad
Bismil Saeedi
Nazm
ramayan ka ek scene
iz.haar-e-be-kasii se sitam hogaa aur bhii
dekhaa hame.n udaas to Gam hogaa aur bhii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aansu
in aa.iina-ra.ng aa.nsu.o.n me.n
har aarzuu har KHayaal har yaad ek tasviir-e-be-kasii hai
Zia Jalandhari
Nazm
ishwar pararthna
ik musiibat ho to sah bhii le.n yahaa.n bhar-maar hai
be-kasii-o-yaas-o-hasrat darpa.e-aazaar hai
Tika Ram Sukhan
Nazm
id
thii aas iid kii so ga.ii vo bhii dosto
ab dekhe.n kyaa kare dil-e-ummiid-vaar aah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
talKH haqiqat
charaaG-e-rahguzaar-e-be-kasii jis ke ujaale me.n
kisii mazduur faaqa-kash kaa bachcha kheltaa hotaa
Ahsan Ahmad Ashk
Nazm
himmat-e-mardan
ham apne mulk par qabza kare.nge jis tarah hogaa
zabaan-e-be-kasii se KHatm hujjat kar ke chho.De.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
zamin ka qarz
zamii.n kaa qarz hai ham sab ke dosh-o-gardan par
ajiib qarz hai ye qarz-e-be-talab kii tarah
Shaz Tamkanat
Nazm
subh ki aamad ke sath
qariib-e-sub.h sadaa-e-shikast-e-jaa.n ubhrii
labo.n kaa zahr achaanak pighal gayaa aaKHir