SEARCH RESULTS
Showing search results for "bedaar"
Nazm MATCHES FOR "bedaar"
Nazm
shikwa
kis kii shamshiir jahaa.ngiir jahaa.n-daar hu.ii
kis kii takbiir se duniyaa tirii bedaar hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
qismat kaa sitam hii kam nahii.n kuchh ye taaza sitam iijaad na kar
yuu.n zulm na kar be-daad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
saqi-nama
puraanii siyaasat-garii KHvaar hai
zamii.n miir o sultaa.n se be-zaar hai
Allama Iqbal
Nazm
ek nau-jawan ke nam
uqaabii ruuh jab bedaar hotii hai javaano.n me.n
nazar aatii hai un ko apnii manzil aasmaano.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
tariq ki dua
vo bijlii ki thii naara-e-laa-tazar me.n
azaa.em ko siino.n me.n bedaar kar de
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
saltanat aqvaam-e-Gaalib kii hai ik jaaduugarii
KHvaab se be-daar hotaa hai zaraa mahkuum agar
Allama Iqbal
Nazm
kahan jaoge
aur kuchh der Thahar jaa.o ki phir nashtar-e-sub.h
zaKHm kii tarah har ik aa.nkh ko bedaar kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
par chhuTaa jis se apnaa mulk o dayaar
jii hu.aa tum se KHud-ba-KHud bezaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
zindan ki ek subh
duur naubat hu.ii phirne lage be-zaar qadam
zard faaqo.n ke sataa.e hu.e pahre vaale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
qaid-e-tanhai
duur aafaaq pe lahraa.ii ko.ii nuur kii lahr
KHvaab hii KHvaab me.n bedaar hu.aa dard kaa shahr
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saneha
kyaa vo junuun-o-jazba-e-bedaar mar gayaa
kyaa vo shabaab-e-hashr-badaamaa.n chalaa gayaa