SEARCH RESULTS
Showing search results for "bedaar"
Ghazal MATCHES FOR "bedaar"
Ghazal
chiiKHte hai.n dar-o-diivaar nahii.n hotaa mai.n
aa.nkh khulne pe bhii bedaar nahii.n hotaa mai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
jaane kahaa.n the aur chale the kahaa.n se ham
bedaar ho ga.e kisii KHvaab-e-giraa.n se ham
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
vo naGma bulbul-e-ra.ngii.n-navaa ik baar ho jaa.e
kalii kii aa.nkh khul jaa.e chaman bedaar ho jaa.e
Asghar Gondvi
Ghazal
dil-e-bedaar faaruuqii dil-e-bedaar karraarii
mis-e-aadam ke haq me.n kiimiyaa hai dil kii bedaarii
Allama Iqbal
Ghazal
nigaah-e-naaz kaa ik vaar kar ke chho.D diyaa
dil-e-hariif ko bedaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ajiib nashsha hai hoshyaar rahnaa chaahtaa hu.n
mai.n us ke KHvaab me.n bedaar rahnaa chaahtaa hu.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
mai.n so rahaa thaa aur ko.ii bedaar mujh me.n thaa
shaayad abhii talak miraa pindaar mujh me.n thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
taariikiyo.n me.n ham jo giraftaar ho ga.e
shaayad sahar se pahle hii bedaar ho ga.e
Karrar Noori
Ghazal
kuchh to bataa.o shaa.ir-e-bedaar kyaa hu.aa
kis kii talaash hai tumhe.n aur kaun kho gayaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
KHaak nii.nd aa.e agar diida-e-bedaar mile
is KHaraabe me.n kahaa.n KHvaab ke aasaar mile
Saqi Farooqi
Ghazal
pyaas ke bedaar hone kaa ko.ii rasta na thaa
is taraf baadal nahii.n the us taraf dariyaa na thaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
taufiiq se kab ko.ii sarokaar chale hai
duniyaa me.n faqat taala-e-bedaar chale hai
Ada Jafarey
Ghazal
zehn ho ta.ng to phir shoKHii-e-afkaar na rakh
band tah-KHaano.n me.n ye daulat-e-bedaar na rakh
Irfan Siddiqi
Ghazal
ziist kii garmii-e-bedaar bhii laayaa suuraj
khul ga.ii aa.nkh mirii sar pe jo aayaa suuraj
Qateel Shifai
Ghazal
dard kii daulat-e-bedaar ataa ho saaqii
ham bahii-KHvaah sabhii ke hai.n bhalaa ho saaqii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
gudaaz-e-dil se baatin kaa tajallii-zaar ho jaanaa
mohabbat asl me.n hai ruuh kaa bedaar ho jaanaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Gaflat me.n kaTii umr na hushyaar hu.e ham
sote hii rahe aah na bedaar hu.e ham
Rasikh Azimabadi
Ghazal
itne bedaar zamaane me.n ye saazish bharii raat
merii taariiKH ke siine pe utar aa.ii thii