SEARCH RESULTS
Showing search results for "bujhaate"
Nazm MATCHES FOR "bujhaate"
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
ye aag lagaate phirte hai.n
vo aag bujhaate rahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid
aur jaate hu.e suuraj ke vidaa.ii anfaas
raushnii aa ke dariicho.n kii bujhaa jaate hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
ye sarae hai
guzraa karte hai.n sulagte hu.e baaqii ayyaam
log jab aag lagaate hai.n bujhaate bhii bhii nahii.n
Ibn e Insha
Nazm
ye sarae hai
guzraa karte hai.n sulagte hu.e baaqii ayyaam
log jab aag lagaate hai.n bujhaate bhii nahii.n
Ibn e Insha
Nazm
zara socho
ga.e bail sabzii ke Thele vaalo.n se la.D jaate
DanDe khaa kar gaaliyaa.n bakte dil kii aag bujhaate
Asna Badr
Nazm
kashmir
aaj aa.nkho.n se nayaa giit sunaate jaa.o
KHuun se vaqt kii ye aag bujhaate jaa.o
Akhtar Payami
Nazm
ek awami nazm
bhuuk hamaarii raate.n KHushk kar detii hai
aa.nsuu kabhii pyaas nahii.n bujhaate
Zahid Imroz
Nazm
adhuri taswir
lab ke paimaane tirii pyaas bujhaate hai.n magar
tishna paimaano.n ko to jur.at-e-iz.haar bhii de
Tasneem Abidi
Nazm
taqaza
KHirman-e-ehsaas par bijlii giraate jaa.iye
ishq ke bedaar sho.alo.n ko bujhaate jaa.iye
Jauhar Nizami
Nazm
mujhse pahle
chaahe ummiid kii sham.e.n ho.n ki yaado.n ke charaaG
mustaqil bo.ad bujhaa detaa hai rafta rafta
Ahmad Faraz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bujhaa jo rauzan-e-zindaa.n to dil ye samjhaa hai
ki terii maa.ng sitaaro.n se bhar ga.ii hogii