SEARCH RESULTS
Showing search results for "bujhaate"
Ghazal MATCHES FOR "bujhaate"
Ghazal
mai.n to jalte hu.e sahraa.o.n kaa ik patthar thaa
tum to dariyaa the mirii pyaas bujhaate jaate
Rahat Indori
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
dasht me.n pyaas bujhaate hu.e mar jaate hai.n
ham parinde kahii.n jaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
apnii mahruumii ke ehsaas se sharminda hai.n
KHud nahii.n rakhte to auro.n ke bujhaate hai.n charaaG
Ahmad Faraz
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
zindagii pyaas kaa sahraa hai jahaa.n qaid hai.n ham
aur ham pyaas bujhaate hu.e thak jaate hai.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
ye kaun merii zaat par ehsaan kar gayaa
ye kaun mar gayaa hai bachaate hu.e mujhe
Kuldeep Kumar
Ghazal
kisii ke pyaar kii ye aaKHirii nishaanii hai
havaa ne ye bhii na sochaa diyaa bujhaate hu.e
Ahtamam Sadiq
Ghazal
dekho tum aaj mujh ko bujhaate to ho magar
kal Dhuu.nDhtii phiregii bahut raushnii mujhe
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
kuchh parinde hai.n jo suukhe hu.e dariyaa.o.n se
ilm kii pyaas bujhaate hu.e mar jaate hai.n
Malikzada Javed
Ghazal
umiide.n jaagtii rahtii hai.n sotii rahtii hai.n
dariiche sham.a jalaate bujhaate rahte hai.n
Alam Khursheed
Ghazal
ik do mat-bhed to har ghar me.n hu.aa karte hai.n
in ko netaa jii havaa mat do bujhaate jaa.o
Aatish Indori
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
Salam Machhli shahri
Ghazal
abr aavaara huu.n mai.n ko.ii samundar to nahii.n
pyaas sahraa kii bujhaate hu.e thak jaataa huu.n