SEARCH RESULTS
Showing search results for "buujho"
Nazm MATCHES FOR "buujho"
Nazm
jawab-e-shikwa
kyuu.n hiraasaa.n hai sahiil-e-faras-e-aadaa se
nuur-e-haq bujh na sakegaa nafas-e-aadaa se
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
chaahe ummiid kii sham.e.n ho.n ki yaado.n ke charaaG
mustaqil bo.ad bujhaa detaa hai rafta rafta
Ahmad Faraz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bujhaa jo rauzan-e-zindaa.n to dil ye samjhaa hai
ki terii maa.ng sitaaro.n se bhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
vo barq lahar bujhaa dii ga.ii hai jis kii tapish
vajuud-e-KHaak me.n aatish-fishaa.n jagaatii thii
Ahmad Faraz
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ik bujhii ruuh luTe jism ke Dhaa.nche me.n liye
sochtii huu.n mai.n kahaa.n jaa ke muqaddar pho.Duu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
farman-e-KHuda
haq raa ba-sajuude sanamaa.n raa ba-tavaafe
behtar hai charaaG-e-haram-o-dair bujhaa do
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
aaise sho.ale ki bujhaa.o to bujhaa.e na bane
aaise na.are ki dabaa.o to dabaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
ye har ik samt pur-asraar ka.Dii diivaare.n
jal-bujhe jin me.n hazaaro.n kii javaanii ke charaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
sandalii.n paa.nv se mastaana-ravii ruuTh ga.ii
marmarii.n haatho.n pe jal-bujh gayaa a.ngaar-e-hinaa