SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaar"
Nazm MATCHES FOR "chaar"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj auj pe hai taala-e-raqiib to kyaa
ye chaar din kii KHudaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-ghair
chaar din kii ye rifaaqat jo rifaaqat bhii nahii.n
umr bhar ke liye aazaar hu.ii jaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
jaise begaane se ab milte ho vaise hii sahii
aa.o do chaar gha.Dii mere muqaabil baiTho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
muflis ko deve.n ek tava.ngar ko chaar chaar
gar aur maa.nge vo to use jhi.Dke.n baar baar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
tujh se raushan hai kaa.enaat mirii
tere jalve hai.n chaar-suu ab bhii
Saifuddin Saif
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
KHatm ho jaa.e jo do chaar qadam aur chalo
mo.D pa.Dtaa hai jahaa.n dasht-e-faraamoshii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast
tuu ne to ek hii sadme se kyaa thaa do-chaar
dil ko har tarah se barbaad kiyaa hai mai.n ne
Sahir Ludhianvi
Nazm
jugnu
ye be-KHudii-e-musarrat ye vaalihaana raqs
ye taal-sam ye chhamaa-chham ki kaan bajte hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
misr me.n chaar suu thaa hukm ravaa.n
aa.nkh thii jaanib-e-vatan nigaraa.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
darwaza khula rakhna
siine se ghaTaa uTThe aa.nkho.n se jha.Dii barse
phaagun kaa nahii.n baadal, jo chaar-gha.Dii barse
Ibn e Insha
Nazm
nama-e-jaanan
vo jo do chaar subuu-kash the ki jin ke dam se
gardish-e-jaam bhii thii raunaq-e-mai-KHaana bhii thii
Ahmad Faraz
Nazm
eid
jahaa.n me.n chaar taraf chiiKH hai karaahe hai.n
sitam-rasiida dilo.n se nikaltii aahe.n hai.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
tum yaad mujhe aa jaate ho
jab chaar nigaahe.n kar ke ko.ii mahv-e-tabassum hotaa hai