SEARCH RESULTS
Showing search results for "davaa"
Nazm MATCHES FOR "davaa"
Nazm
mere hamdam mere dost!
gar miraa harf-e-tasallii vo davaa ho jis se
jii uThe phir tiraa uj.Daa hu.aa be-nuur dimaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadmi-nama
fir.aun ne kiyaa thaa jo da.avaa KHudaa.ii kaa
shaddaad bhii bahisht banaa kar hu.aa KHudaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hairatii huu.n mai.n tirii tasviir ke e.ajaaz kaa
ruKH badal Daalaa hai jis ne vaqt kii parvaaz kaa
Allama Iqbal
Nazm
intizar
Galat thaa da.ava-e-sabr-o-shakeb aa jaa.o
qaraar-e-KHaatir-e-betaab thak gayaa huu.n mai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wasoKHt
har chaaraagar ko chaaragarii se gurez thaa
varna hame.n jo dukh the bahut laa-davaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
usii zamaane me.n kahte hai.n mere daadaa ne
jab arz-e-hind si.nchii KHuun se ''sapuuto.n'' ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
yaad-e-aligarh
har ik gaam ahbaab kaa qaafila thaa
idhar da.avaa karnaa udhar kar dikhaanaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
hubb-e-watan
nit-na.e khulte hai.n davaa-KHaane
bante hai.n saik.Do.n shifaa-KHaane
Altaf Hussain Hali
Nazm
nura
ha.nsaatii thii mujh ko sulaatii thii mujh ko
davaa apne haatho.n se mujh ko pilaatii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
munajat-e-bewa
jahaa.n-tahaa.n, haazir aur naazir
ai sab daanaa.o.n se daanaa