SEARCH RESULTS
Showing search results for "dekhiyaa"
Nazm MATCHES FOR "dekhiyaa"
Nazm
raqib se!
tuu ne dekhii hai vo peshaanii vo ruKHsaar vo ho.nT
zindagii jin ke tasavvur me.n luTaa dii ham ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub pas-e-parda-e-tash.hiir-e-vafaa
tuu ne satvat ke nishaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
itna malum hai!
us ne har chehra yahii soch ke dekhaa hogaa
jaan-e-mahfil hai magar aaj faqat mere baGair
Parveen Shakir
Nazm
ek aarzu
ho dil-fareb aisaa kohsaar kaa nazaara
paanii bhii mauj ban kar uTh uTh ke dekhtaa ho
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
ye shart-naama jo dekhaa to elchii se kahaa
use KHabar nahii.n taariiKH kyaa sikhaatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
javaan raat ke siine pe duudhiyaa aa.nchal
machal rahaa hai kisii KHvaab-e-marmarii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
urdu
'haalii' ne muravvat kaa sabaq yaad dilaayaa
'iqbaal' ne aa.iina-e-haq mujh ko dikhaayaa
Iqbal Ashhar
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
ek andesha-e-be-naam hai aur kuchh bhii nahii.n
dekhnaa ye hai ki kal tujh se mulaaqaat ke ba.ad