SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhoka"
Nazm MATCHES FOR "dhoka"
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
tum palaT aa.o guzar jaa.o yaa mu.D kar dekho
garche vaaqif hai.n nigaahe.n ki ye sab dhokaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek makDa aur makkhi
makkhii ne sunii baat jo mak.De kii to bolii
hazrat kisii naadaan ko diijegaa ye dhokaa
Allama Iqbal
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
hasiin dhoka hai zindagii kaa
magar muqaddar hai aadmii kaa
Tariq Qamar
Nazm
mujhe jaana hai ek din
abhii to kaa.enaat auhaam kaa ik kaar-KHaana hai
abhii dhokaa haqiiqat hai haqiiqat ik fasaana hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kashmakash
ek shaa.er kii tamannaa.o.n ko dhokaa de kar
us ne to.Dii hai agar pyaar bhare giit kii lai
Naresh Kumar Shad
Nazm
bol! ari o dharti bol!
dhokaa aur mazduuro.n ko de.n
aise to majbuur nahii.n ham
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dorahe
kab talak KHvaabo.n se dhoka khaa.ogii
kab talak school ke bachcho.n se dil bahlaa.ogii
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
mohabbat ki baat
dhokaa de chuke hai.n apne-aap ko
khel chuke hai.n KHud apnii izzat se
Irshad Kamil
Nazm
muddat ke baad
muddat ke baa'd tum se milaa huu.n to ye khulaa
ye vaqt aur faasla dhoka nazar kaa thaa