SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhun"
Nazm MATCHES FOR "dhun"
Nazm
iqbaal
aayaa hamaare des me.n ik KHush-navaa faqiir
aayaa aur apnii dhun me.n Gazal-KHvaa.n guzar gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pan chakki
nahr par chal rahii hai pan-chakkii
dhun kii puurii hai kaam kii pakkii
Ismail Merathi
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
ik musaafir apnii dhun me.n thaa ravaa.n
us ko in dono.n ne taakaa naa-gahaa.n
Ismail Merathi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
is maal kii dhun me.n phirte the
taajir bhii bahut rahzan bhii ka.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
qurb-e-qayamat
ye chi.Diyaa jo pa.nkhe se Takraa ga.ii hai
use to faqat aashiyaana banaane kii dhun thii
Khursheed Rizvi
Nazm
mabud se
ibtidaa ho ga.ii maut ke giit kii
hai havaa.o.n me.n dhun dukh ke sa.ngiit kii
Ashu Mishra
Nazm
hum hain nanhe-munne bachche
dhun ke pakke qaul ke sachche
pa.Dhnaa likhnaa kaam hamaaraa
Muhiuddin Shahin
Nazm
tajziya
jaane kyaa dhun samaa.ii rahtii hai
ik KHamoshii sii chhaa.ii rahtii hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
barsat ki bahaaren
pii pii kii dhun ko sun kar be-kal hai.n kahtii jaatii
mat bol ai papiihe phaTtii hai merii chhaatii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek nazm
suno ham daraKHto.n se phal to.Dte vaqt
un ke liye maatamii dhun bajaate nahii.n
Fazl Tabish
Nazm
nashat-e-umid
diin kii hai fikr na duniyaa se kaam
dhun hai yahii raat din aur sub.h shaam