SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhundlaa"
Nazm MATCHES FOR "dhundlaa"
Nazm
jawab-e-shikwa
ko.ii qaabil ho to ham shaan-e-ka.ii dete hai.n
Dhuu.nDne vaalo.n ko duniyaa bhii na.ii dete hai.n
Allama Iqbal
Nazm
tanhai
so ga.ii raasta tak tak ke har ik raahguzaar
ajnabii KHaak ne dhundlaa diye qadmo.n ke suraaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast
mai.n ne jo phuul chune the tire qadmo.n ke liye
un kaa dhundlaa saa tasavvur bhii mire paas nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
jis roz qaza aaegi
aur qazzaaq-e-sinaa.n-dast kaa dhundlaa saaya
az-karaa.n-taa-ba-karaa.n dahr pe ma.nDlaane lage
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek chiDiya
chuu.n chuu.n kartii par tole u.D jaatii hai
dhundlaa dhundlaa daaG saa bantii jaatii hai
Nida Fazli
Nazm
shabab-e-gurezan
jis ke sabhii rang dhundlaa ga.e ho.n
na.e rang us me.n bhare kaun laa kar