SEARCH RESULTS
Showing search results for "dile"
Nazm MATCHES FOR "dile"
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
tanhai
phir ko.ii aayaa dil-e-zaar nahii.n ko.ii nahii.n
raah-rau hogaa kahii.n aur chalaa jaa.egaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
koi ye kaise batae
itnii qurbat hai to phir faasla itnaa kyuu.n hai
dil-e-barbaad se niklaa nahii.n ab tak ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
jawed ke nam
KHudaa agar dil-e-fitrat-shanaas de tujh ko
sukuut-e-laala-o-gul se kalaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
mai.n ki KHud apne mazaaq-e-tarab-aagii.n kaa shikaar
vo gudaaz-e-dil-e-marhuum kahaa.n se laa.uu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ajnabi sham
dil-e-naakaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n
ajnabii shaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n
Jaun Eliya
Nazm
do ishq
vo dil saa dha.Daktaa hu.aa ummiid kaa ha.ngaam
ummiid ki lau jaagaa Gam-e-dil kaa nasiiba
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tariq ki dua
simaT kar pahaa.D un kii haibat se raa.ii
do-aalam se kartii hai begaana dil ko
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri KHat
shaayad mirii ulfat ko bahut yaad karogii
apne dil-e-maasuum ko naashaad karogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq dam-e-jibra.iil ishq dil-e-mustafaa
ishq KHudaa kaa rasuul ishq KHudaa kaa kalaam