SEARCH RESULTS
Showing search results for "duud-e-aah"
Nazm MATCHES FOR "duud-e-aah"
Nazm
karwan-e-hayat
siyaahii jaise samundar kii thaah me.n pinhaa.n
siyaahii jaise KHam-e-duud-e-aah me.n pinhaa.n
Amjad Najmi
Nazm
sukut-e-shab
na siskiyo.n kaa ko.ii irti.aash zholiida
na duud-e-aah-o-fuGaa.n kii ko.ii giraa.nbaarii
Azhar Qadiri
Nazm
qatra-e-shabnam
yaa pasiina hai kisii maashuuq ke ruKHsaar kaa
yaa ko.ii qatra hai duud-e-aah-e-aatish-baar kaa
Hamid Hasan Qadri
Nazm
shama
hai shaan-e-aah kii tire duud-e-siyaah me.n
poshiida ko.ii dil hai tirii jalva-gaah me.n
Allama Iqbal
Nazm
sham ko raste par
aur dil kahtaa hai ye duud-e-dil-e-soKHta hai
ek ghanghor sukuu.n ek ka.Dii tanhaa.ii
Meeraji
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj-e-duud-e-aah se aa.iina hai raushan miraa
ganj-e-aab-aavrd se maamuur hai daaman miraa
Allama Iqbal
Nazm
faisla
ek ahraam na chun luu.n sifat-e-duud-e-hariir
ko.ii aa.e to bas ik gumbad-e-dar-bastaa mile
Khursheed Rizvi
Nazm
inqalab
tujhe bhii apnii tarah paa-e-band-e-naala-o-aah
yuu.n hii majaal-e-tbaah-o-KHaraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
asa-ba-dast ab nahin hai koi
hai duud-e-baaruud kii ridaa
jis me.n har kiran raushnii kii
Zaheer Siddiqui
Nazm
tere baad
KHarosh-e-naala ta.Daptaa hai terii furqat me.n
sukuut-e-aah ko ab bhii tirii zaruurat hai
Saifuddin Saif
Nazm
al-aman al-aman
KHatm hotaa nahii.n shor-e-aah-o-fuGaa.n
hai azal se abad tak yahii daastaa.n
Naz Butt
Nazm
mahrumi
dard hii dard huu.n fariyaad nahii.n huu.n shaayad
zer-e-mizhgaa.n tapish-e-aah ke pighlaa.e hu.e
Akhtarul Iman
Nazm
TuTe hue tare
falak se girne lage TuuT TuuT kar taare
zamii.n pe Dher hu.e tiir-e-aah ke maare
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
yaaden
urdu baazaar kii yaad aa.ii is andaaz ke saath
ki sahaafat kaa ko.ii bahr-e-ravaa.n yaad aayaa
Kamil Chandpuri
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
taamiir-e-KHudii kar asar-e-aah-e-rasaa dekh
KHurshiid-e-jahaa.n-taab kii zau tere sharar me.n
Allama Iqbal
Nazm
raftagan
dasht-e-vafaa me.n daavat-e-diivaangii kise
majbuur Gam ko ruKHsat-e-aah-e-sahar kahaa.n