SEARCH RESULTS
Showing search results for "duud-e-aah"
Ghazal MATCHES FOR "duud-e-aah"
Ghazal
KHaar KHaar-e-dil Ganiimat jaantaa huu.n ishq me.n
zulf-e-duud-e-aah kii aarastagii kaashaana hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
rahmate.n zahmate.n ban jaatii hai.n aksar ai 'aah'
ho na ye sail-e-balaa kaalii ghaTaa se Dariye
Aah Sambhali
Ghazal
hamaare baa'd bhii raunaq na aa.ii us ghar par
charaaG ek havaa ko ka.ii bujhaane the
Aah Sambhali
Ghazal
ab na vo ishq na kuchh us kii KHabar baaqii hai
hai safar KHatm ik aashob-e-safar baaqii hai
Aah Sambhali
Ghazal
Aah Sambhali
Ghazal
tujhe KHabar nahii.n taamiir-e-nau ke paagal-pan
chhate.n girii.n to parindo.n ke aashiyaane ga.e
Aah Sambhali
Ghazal
Tapaktii jo tarah sumbul se hove pai-ba-pai shabnam
hamaare haal par rone lagaa ab duud-e-aah apnaa
Wali Uzlat
Ghazal
kuchh bhii na thaa 'razaa' vo ba-juz duud-e-aah-e-shauq
ta.abiir jis ko karte rahe aasmaa.n se ham
Raza Jaunpuri
Ghazal
dil me.n hai duud aah to dil duud-e-aah me.n
abr-e-siyaah ghar me.n ghar abr-e-siyaah me.n
Syed Nazeer Hasan Sakha Dehlavi
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
kho degaa duud-e-aah falak kii barahnagii
Daalegii shaam mu.nh pe naqaab aaftaab ke
Naseem Dehlvi
Ghazal
hunar-afshaani-e-KHaama ko du.aa do ki 'fazaa'
lafz ko sahl hu.aa naafa-e-aahuu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kare.n safed bhii ghar ko mire agar me.amaar
to duud-e-aah se fauran siyaah ho jaave
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
kyuu.n duud-e-aah niim-shabii raa.egaa.n rahe
ik aur aasmaa.n na taa-aasmaa.n rahe