SEARCH RESULTS
Showing search results for "enab"
Nazm MATCHES FOR "enab"
Nazm
ghaalib ka postmortem
aashiq-e-bint-e-enab ko aap kahte hai.n valii
faaqa-mastii me.n bhii har dam kar rahaa hai mai-kashii
Nashtar Amrohvi
Nazm
status marriage
ek chiinii se kahaa tum sharbat-e-unnaab ho
aur ik misrii ko misrii kii Dalii kahtaa rahaa
Khalid Irfan
Nazm
visaliya
jalvo.n kaa raqs mai.n ne msataanaa-vaar dekhaa
bint-e-inab kaa jaane dil kyuu.n machal rahaa thaa
Rafique Khayal
Nazm
saza
tum mujh ko jaan kar hii pa.Dii ho azaab me.n
aur is tarah KHud apnii sazaa ban gayaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Nazm
raqib se!
naa-tavaano.n ke nivaalo.n pe jhapaTte hai.n uqaab
baazuu tole hu.e ma.nDlaate hu.e aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
ham se pahle thaa ajab tere jahaa.n kaa manzar
kahii.n masjuud the patthar kahii.n ma.abuud shajar
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
jo manzar bhii hai naazir bhii
uTThegaa anal-haq kaa na.ara
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
Gaafil aadaab se sukkaan-e-zamii.n kaise hai.n
shoKH o gustaaKH ye pastii ke makii.n kaise hai.n
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
tirii nazar kii shu.aa.o.n me.n kho bhii saktii thii
ajab na thaa ki mai.n begaana-e-alam ho kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
paanii ko chhuu rahii ho jhuk jhuk ke gul kii Tahnii
jaise hasiin ko.ii aa.iina dekhtaa ho
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
vo nauho.n ke adab kaa tarz to pahchaantii hogii
use kad hogii shaayad un sabhii se jo lapaa.Dii ho.n