SEARCH RESULTS
Showing search results for "enab"
Ghazal MATCHES FOR "enab"
Ghazal
unnaab na KHutmii na banafsha na KHiyaariin
is Dhab ke mariizo.n kii davaa aur hii kuchh hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kabhii to ulTe sar-e-aam vo naqaab apnii
taras rahe hai.n sabhii baada-e-inab ke liye
Azeem Quraishi
Ghazal
chehre kaa rang dekh lo tum rakh ke aa.ina
bose se dau.D jaa.egii surKHii shahaab kii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
maraz-e-ishq se bach jaa.uu.n jo tum dilvaa do
sadqa apne lab-e-jaa.n-baKHsh kaa unnaab mujhe
Haidar Ali Aatish
Ghazal
gar na de sharbat-e-unnaab mujhe vo lab-e-laal
ishva-e-nargis-e-biimaar salaamat baashad
Hasrat Azimabadi
Ghazal
zaqan hai seb to unnaab hai lab-e-shiirii.n
nahii.n hai sarv vo KHush-qad jo meva-daar na ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
saaqii-e-sandal-jabii.n bint-e-inab aatishii.n
aag hu.ii shabnamii.n dast-e-hunar marhabaa
Sana Gorakhpuri
Ghazal
unnaab-e-lab kaa apne mazaa kuchh na puuchhiye
kis dard ke hai.n aap davaa kuchh na puuchhiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sarso.n jo phuulii diida-e-jaam-e-sharaab me.n
bint-ul-anab se karne lagaa shoKHiyaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ek aalam ko tire ishq me.n saktaa hogaa
saaf aa.iina se shaffaaf badan hai kis kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
be-takalluf aa gayaa vo mah dam-e-fikr-e-suKHan
rah gayaa paas-e-adab se qaafiya aadaab kaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
pesh aa.iye ba-shafqat-o-lutf us se shaiKH jii
bint-ul-anab ko jaaniye apne nabaat se
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
us kaan ke jhumke kii laTak dekh lii shaayad
har KHosha isii taak me.n rahtaa hai enab kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bint-e-inab to rindo.n ko yuu.nhii mubaah thii
zaahid nazar pa.Daa to ravaa aur ho ga.ii
Waheed Allahabadi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
viiraaniyo.n me.n saaz-e-tarab bolne lage
jaise lahuu me.n aab-e-inab bolne lage