SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasaana-e-ishq"
Nazm MATCHES FOR "fasaana-e-ishq"
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dil-ashob
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
tiraa naam o maqaam jo puuchhaa, ha.ns kar Taal gayaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
aap kaun
takallufaat ke parde zaraa haTaa.iye to
fasaana-e-Gam-e-pinhaa.n hame.n sunaa.iye to
Hilal Rizvi
Nazm
dagh
fasaana-e-Gam-e-dil ab nahii.n sune jaate
shab-e-firaaq me.n taare nahii.n gine jaate
Rabia Sultana Nashad
Nazm
shair
fasaana-e-Gam-e-jaanaa.n hai yaa Gam-e-duniyaa
machal rahe hai.n in aa.nkho.n me.n aarzuu ke sharaar
Anjum Azmi
Nazm
bhuk
zabaan-e-laGzish-e-paa par fasaana-e-shab-o-roz
sutuur-e-chiin-e-jabii.n me.n hadiis-e-maazii-o-haal
Raza Naqvi Vahi
Nazm
ek manzar
chaa.nd kaa dukh-bharaa fasaana-e-nuur
shaah-raaho.n kii KHaak me.n Galtaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizan ke phul
hayaat marg-e-mohabbat pe nauha-KHvaa.n hai abhii
vahii fasaana-e-iflaas jaa.n-sitaa.n hai abhii
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dekhiye dete hai.n kis kis ko sadaa mere baad
'kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq'
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj
vaaqa.ii taabiir-e-KHvaab-e-husn-o-ishq
aaKHirii tasviir-e-tuufaan-e-bahaar
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
naqsh-e-mohabbat
na puuchh qissa-e-be-chaargii-e-ishq na puuchh
ye raaz vo hai kisii ko jo ham bataa na sake