SEARCH RESULTS
Showing search results for "fazl-e-taqaddum"
Nazm MATCHES FOR "fazl-e-taqaddum"
Nazm
jamuna-ji
nigah-e-fazl-o-tarahhum se ishaaraa kar de
jo na ho kaam kisii se vo KHudaaraa kar de
Bismil Allahabadi
Nazm
rishwat
aap hai.n fazl-e-KHudaa-e-paak se kursii-nashii.n
intizaam-e-saltanat hai aap ke zer-e-nagii.n
Josh Malihabadi
Nazm
tarana-e-qaumi
KHaaksaarii me.n tuu ab tak shohra-e-aafaaq hai
maKHzan-e-fazl-o-hunar hai ma.adin-e-aKHlaaq hai
Safeer Kakorvi
Nazm
amiron ki duniya
magar shukr hai 'arsh' fazl-e-KHudaa kaa
vo KHallaaq haafiz hai har be-navaa kaa
Arsh Malsiyani
Nazm
mushaera
jo saama.iin hai.n un par bhii nii.nd taarii hai
savaarii us ko milii jis pe fazl-e-baarii hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
eid milan ke mauqea par
fazl-e-baarii se jo kal shaam hu.ii chaa.nd kii diid
aa ga.ii haath haqiiqat me.n masarrat kii kaliid
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
ek shauhar ka taaruf
hukmraa.n fazl-e-KHudaa se ik vasii.a gulshan kaa hai
rahmat-e-baarii hai naazil har tarah aabaad hai
Manjhoo Begam Lucknowi
Nazm
eid ki KHaridari
ba-zor-e-qarz duukaano.n pe itnaa fazl-e-baarii hai
ki is ghamsaan me.n insaan par insaan taarii hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ganw ki saDak
KHushaa ki aaj ba-fazl-e-KHudaa vo din aayaa
ki dast-e-Gaib ne is ghar kii dar-kushaa.ii kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
inqalab
tujhe bhii apnii tarah jald hii ba-fazl-e-KHudaa
asiir-e-silsila-e-pech-o-tab dekhe.nge