SEARCH RESULTS
Showing search results for "fidaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "fidaa.ii"
Nazm
bachpane ki yaad
ai umr-e-rafta tuu ne kii mujh se be-valfaaii
aa jaa palaT ke dam bhar mai.n huu.n tiraa fidaa.ii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
watan
tire puut bhaa.ii hai.n bhaa.ii huu.n
tire dil se sab hii fidaa.ii rahuu.n
Azmatullah Khan
Nazm
jamuna-ji
kirshn sadqe hai.n to raadhaa hai.n fidaa.ii jamunaa
har taraf KHalq me.n hai terii dahaa.ii jamunaa
Bismil Allahabadi
Nazm
bulbul aur shair
ai andaliib-e-gulshan mai.n huu.n tiraa fidaa.ii
is saut-e-jaa.n-fazaa kii allah re dil-rubaa.ii
Master Basit Biswani
Nazm
jawab-e-shikwa
chaahte sab hai.n ki ho.n auj-e-surayyaa pe muqiim
pahle vaisaa ko.ii paidaa to kare qalb-e-saliim
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
magar guzaarne vaalo.n ke din guzarte hai.n
tire firaaq me.n yuu.n sub.h o shaam karte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
shorish se bhaagtaa huu.n dil Dhuu.nDtaa hai meraa
aisaa sukuut jis par taqriir bhii fidaa ho
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
sarisht-e-ishq ne uftaadgii nahii.n paa.ii
tuu qadd-e-sarv na biinii o saaya-paimaa.ii
Ahmad Faraz
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
sab maya hai
sab maayaa hai, sab Dhaltii phirtii chhaayaa hai
is ishq me.n ham ne jo khoyaa jo paayaa hai
Ibn e Insha
Nazm
saqi-nama
damaa-dam ravaa.n hai yam-e-zindagii
har ik shai se paidaa ram-e-zindagii