SEARCH RESULTS
Showing search results for "fuhsh"
Nazm MATCHES FOR "fuhsh"
Nazm
ek shaera ki shadi par
haa.n vo aurat jise bachcho.n kaa fasaana kahiye
barbat-e-nafs kaa ik fuhsh taraana kahiye
Akhtar Shirani
Nazm
sharif-zada
bahut fuhsh aur mubtazil naach thaa vo
ki jis ke recordo.n kii ghaTiyaa dhuno.n par
Zubair Rizvi
Nazm
saqi-nama
hu.aa is tarah faash raaz-e-fara.ng
ki hairat me.n hai shiisha-baaz-e-fara.ng
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
miT nahii.n saktaa kabhii mard-e-musalmaa.n ki hai
us kii azaano.n se faash sirr-e-kaliim-o-KHaliil
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
dete hai.n us ke naach ko ThaTThe ke biich Daal
naache hai vo to farsh ke uupar qadam sambhaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jamhuriyat
is raaz ko ik mard-e-fara.ngii ne kiyaa faash
har-chand ki daanaa ise kholaa nahii.n karte
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
dahak uThaa hai taraavat kii aa.nch se aakaash
ze-farsh taa-falak a.ng.Daa.iyo.n kaa aalam hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tin aawazen
sarv-qad miTTii ke bauno.n ke qadam chuume.nge
farsh par aaj dar-e-sidq-o-safaa band hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tumhein pyar hai, to yaqin do,
na likhaa karo mujhe varaq par, kisii farsh par,
na udaas ho, na hii KHush raho
Arif Ishtiaque
Nazm
intiqam
ik barhana jism aatish-daa.n ke paas
farsh par qaaliin, qaaliino.n pe sej
Noon Meem Rashid
Nazm
barsat ki bahaaren
phu.nsii kisii ke tan me.n sar par kisii ke pho.De
chhaatii ye garmii daane aur piiTh me.n daro.De
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid
farsh jaarob-kashii kyaa hai samajhtaa hii nahii.n
kal-adam ho gayaa tasbiih ke daano.n kaa nizaam