SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardish-e-charKH"
Nazm MATCHES FOR "gardish-e-charKH"
Nazm
jafa-e-dil-shikan
ye na.ii hai gardish-e-charKH-e-kuhan
dushman-e-jaa.n hai jafaa-e-dil-shikan
Gulam Dastgeer Mubeen
Nazm
mahatma-gandhi
vahshat-zada maahaul-e-siyah me.n ai charKH
ik sham.a uKHuvvat kii jallaadii us ne
Charkh Chinioti
Nazm
bhagwan-ram
maujzan hai jis me.n ai charKH ik suruur-e-sarmadii
merii duniyaa hai tasadduq is chhalakte jaam par
Charkh Chinioti
Nazm
maharishi-swami-dayanand
kufr-o-baatil ke u.De haatho.n ke tote ai 'charKH'
haq-parastii kaa vo yuu.n Da.nkaa bajaataa aayaa
Charkh Chinioti
Nazm
shikast-e-wafa
jaantaa huu.n ki ek haalat par
gardish-e-charKH ko qaraar nahii.n
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
jannat se bhi aziz hai KHak-e-watan mujhe
miT miT ke gard-e-raah-e-vatan bin rahaa huu.n mai.n
piise hazaar gardish-e-charKH-e-kuhan mujhe
Barq Dehlvi
Nazm
bhaarat ke naujawanon se appeal
sitam-gar kare laakh barbaad tum ko
kare gardish-e-charKH naashaad tum ko
Aaftab Rais Panipati
Nazm
sahar hone tak
ye gardish-e-mah-o-saal aazmaa chukii hai jinhe.n
ye gardish-e-mah-o-saal aazmaa rahii hai hame.n
Mahmood Ayaz
Nazm
naghma-e-dehli
bachpan se rahii gardish-e-dauraa.n kii sahelii
har daur me.n ye gardish-e-ayyaam se khelii
Rifat Sarosh
Nazm
KHak aur KHun
ik taraf gardish-e-haalaat-e-zamaana hai mire
ik taraf teraa ye israar ki KHush rahnaa hai
Bazm Ansari
Nazm
darbar1911
zarre viiraano.n se uThte the tamaashaa dekhne
chashm-e-hairat ban ga.ii thii gardish-e-lail-o-nahaar
Akbar Allahabadi
Nazm
nuh ke baad
gardish-e-roz-o-shab se nikalte hu.e
nuuh ne raah paalii thii jiine kii KHaatir