SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardish-e-charKH"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gardish-e-charKH"
Ghazal
gardish-e-charKH se qayaam nahii.n
sub.h ghar me.n huu.n mai.n to shaam nahii.n
Imdad Ali Bahr
Sher
gardish-e-charKH nahii.n kam bhii hanDole se ki mahr
shaam ko maah se uu.nchaa hai sahar hai niichaa
Shah Naseer
Nazm
jafa-e-dil-shikan
ye na.ii hai gardish-e-charKH-e-kuhan
dushman-e-jaa.n hai jafaa-e-dil-shikan
Gulam Dastgeer Mubeen
Ghazal
ba-qaul-e-'charKH' yahaa.n mastiyaa.n ubhartii hai.n
ye mai-kada to jahaan-e-shabaab hai saaqii
Charkh Chinioti
Ghazal
mai.n andaaza-e-gardish-e-charKH kar luu.n
zaraa jhuum kar tum mujhe jaam denaa
Bismil Dehlavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gardish-e-charKH"
Ghazal
aaj maazii ke fasaane vo sune.nge ai 'charKH'
merii barbaad umiido.n ke kha.nDar dekhe.nge
Charkh Chinioti
Ghazal
apne haatho.n ke pale log jo ho jaa.e.n KHilaaf
un ke aKHlaaq pe ai 'charKH' malaal aataa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
sitam ho yaa karam ai 'charKH' kuchh ho
mohabbat kaa mai.n sadqa ban gayaa huu.n
Charkh Chinioti
Nazm
mahatma-gandhi
vahshat-zada maahaul-e-siyah me.n ai charKH
ik sham.a uKHuvvat kii jallaadii us ne
Charkh Chinioti
Ghazal
vo faqiiro.n ko navaaze.n na navaaze.n ai 'charKH'
ham du.aa de ke chale aa.e.nge apnaa kyaa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
raasta dekhtii hai.n shaam se nazre.n ai 'charKH'
vo nahii.n aate to ho jaatii hai.n nam raat ga.e
Charkh Chinioti
Ghazal
maqsad thaa mile Gam se najaat is liye ai 'charKH'
ik umr mirii vaqf-e-KHiraajaat hu.ii hai
Charkh Chinioti
Nazm
maharishi-swami-dayanand
kufr-o-baatil ke u.De haatho.n ke tote ai 'charKH'
haq-parastii kaa vo yuu.n Da.nkaa bajaataa aayaa
Charkh Chinioti
Ghazal
bikhar ke u.D ga.e auraaq-e-zindagii ai 'charKH'
ajal ke dosh pe ham bhii savaar ho ke chale