SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulistan e"
Nazm MATCHES FOR "gulistan e"
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn e Insha
Nazm
aahang-e-nau
ra.ng-e-gul-haa-e-gulistaan-e-vatan tum se hai
sorish-e-na.ara-e-rindaan-e-vatan tum se hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
papa miyan
phuulaa-phalaa rahe ye gulistaan-e-ilm-o-fan
qaa.em rahe zamaane me.n paapaa kii anjuman
Syeda Farhat
Nazm
tahniyati nazm
ai 'sabaa' ai KHaama-bardaar-e-gulistaan-e-adab
bin tirii shirkat ke mahfil me.n banii hai baat kab
Safiya Ankolvi
Nazm
etizar
ye hasii.n phuul ki hai.n jaan-e-gulistaan-e-bahaar
mere so.e hu.e naGmo.n ko jagaa hii de.nge
Ada Jafarey
Nazm
tarana-e-milli
ai gulistaan-e-undulus vo din hai.n yaad tujh ko
thaa terii Daaliyo.n me.n jab aashiyaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
chacha nehru ka paigham
ai gulistaan-e-hind ke bachcho
muskuraate hu.e gulaab bano
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
subh-e-id
kyaa shai hai kyaa kahuu.n ruKH-e-KHandaan-e-sub.h-e-iid
goyaa bahaar par hai gulistaan-e-sub.h-e-iid
Master Basit Biswani
Nazm
bedar hona chahiye
muddato.n se hai gulistaan-e-vatan uj.Daa hu.aa
ye hamaare KHuu.n se laala-zaar honaa chaahiye
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
shahr-e-nigaran
shaam ke dosh pe lahraataa hai ra.ngii.n aa.nchal
shab kii aaGosh me.n khiltaa hai gulistaan-e-Gazal
Ameer Ahmad Khusro
Nazm
lab-e-dariya-e-suKHan par
dariyaa-e-suKHan 'ishq ke nashshe me.n ravaa.n hai
sabza hai gulistaan-e-tasavvur ke kinaare
Mumtaz Iqbal
Nazm
furqat-e-das
taKHta-e-hindostaa.n par inqilaab aane ko hai
is gulistaan-e-buriida me.n shabaab aane ko hai
Tika Ram Sukhan
Nazm
tarjuman-e-mustaqbil
tujhii se Gairat-e-kashmiir hai dayaar-e-vatan
tujhii se rashk-e-iram gulistaan-e-mustaqbil
Masood Akhtar Jamal
Nazm
sitare
ba-suu-e-nauha-aabaad-e-jahaa.n aahista aahista
nikal kar aa rahii hai ik gulistaan-e-tarannum se