SEARCH RESULTS
Showing search results for "hashr"
Nazm MATCHES FOR "hashr"
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
har hijr kaa din thaa hashr kaa din
dozaKH the firaaq ke alaa.o
Ahmad Faraz
Nazm
buniyaad kuchh to ho
bedaad-gar se shikva-e-bedaad kuchh to ho
bolo ki shor-e-hashr kii iijaad kuchh to ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saneha
kyaa vo junuun-o-jazba-e-bedaar mar gayaa
kyaa vo shabaab-e-hashr-badaamaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
qaht-e-bangal
insaan ke hote hu.e insaan kaa ye hashr
dekhaa nahii.n jaataa hai magar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
bol! ari o dharti bol!
bol ki ham ne hashr uThaayaa
bol ki ham se hashr uThaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazr-e-collage
daur-e-KHizaa.n me.n bhii tirii kaliyaa.n khilii rahe.n
taa-hashr ye hasiin fazaa.e.n basii rahe.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
inqalab
bhuul jaa.e.nge ibaadat KHaanqaaho.n me.n faqiir
hashr-dar-aaGosh ho jaa.egii duniyaa kii fazaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
'akbar' kii ye du.aa hai KHudaa kii janaab me.n
taa-hashr is ra.iis-o-riyaasat ko ho qayaam
Akbar Allahabadi
Nazm
ahd-e-saza
unhii ke haath me.n patthar hai.n jin ko pyaar kiyaa
ye dekh hashr hamaaraa vafaa kii baat na kar
Habib Jalib
Nazm
aurat
qurbat ko mere pyaar kii Dhuu.nDaa kare.nge aap
ik hashr is jahaan me.n barpaa kare.nge aap
Meena Naqvi
Nazm
jaan beTa KHilafat pe de do
hashr tak ab na aabaad hogii
jaan beTaa KHilaafat pe de do