SEARCH RESULTS
Showing search results for "himmat-e-'farhaad'"
Nazm MATCHES FOR "himmat-e-'farhaad'"
Nazm
kanch
mohabbat kii rutuubat ne talaatum-KHez gardish kii
suruud-e-himmat-e-aalii usii mizraab se phuuTaa
Mohammad Shahbaz Akmal
Nazm
KHudi ka raaz
mai.n ne to himmat-e-mardaan-e-KHudaa siikhii hai
mai.n ne TuuTe hu.e lahjo.n kii du.aa siikhii hai
Neel Ahmed
Nazm
ek KHwab aur
phe.nk phir jazba-e-be-taab kii aalam pe kamand
ek KHvaab aur bhii ai himmat-e-dushvaar-pasand
Ali Sardar Jafri
Nazm
ahsan taqwim
ham jannat-e-parvez ke hai.n husn-e-tafaaKHur
shiirii.n kii talab taisha-e-farhaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Nazm
sati
hind ko hai naaz terii himmat-e-mardaana par
tuu charaaG-e-kushta hai KHaakistar-e-parvaana par
Suroor Jahanabadi
Nazm
mera watan
kyuu.n na ho tujh me.n himmat-e-aalii
dhuum har suu hai terii jur.at kii
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
hubb-e-qaumi
dur-fishaa.n hai har zabaa.n hubb-e-vatan ke vasf me.n
josh-zan har samt bahr-e-himmat-e-mardaana hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
bhaarat ke musalman
hairat hai tuu ab hai usii duniyaa me.n savaalii
hai gosha-e-pastii me.n tirii himmat-e-aalii
Jagan Nath Azad
Nazm
rah-e-watan mein
ba.Dho dilo.n me.n azaa.em kii bijliyaa.n le kar
labo.n pe himmat-o-mehnat kii daastaa.n le kar
Jafar Malihabadi
Nazm
payam-e-hasti
tujhe ye himmat-e-mardaana kahtii hai ki aisaa dil
jo qabl az-maut hii marne pe ho tayyaar paidaa kar
Azeemuddin Ahmad
Nazm
dua
jin kaa dii.n pairvi-e-kizb-o-riyaa hai un ko
himmat-e-kufr mile jur.at-e-tahqiiq mile